Huzoor E Kaaba Hazir Hain || हुज़ूर ए काबा हाज़िर हैं, हरम की खाक पर सर है

Ustad-e-Zaman Allama Hasan Raza Khan Barelvi Alaihirrahmah ka ye nihayat hi maqbool aur roohani kalam-e-aqdas Kaabatullah ki hazri aur wahan ki barkaton ka ek sacha naqsha pesh karta hai.
Is mubarak kalam me ek aashiq ke dil ki tadap, kaaba ki haibat, aur bargah-e-ilahi me pesh hone wale muqaddar ki haseen dastaan ko nihayat hi dilkash andaz me bayaan kiya gaya hai.
Hajj aur Umrah ke mubarak mauqe par padha jaane wala ye kalam har momin ke dil me Kaaba aur Madine ki haazir hone ki tamanna ko mazaid taza kar deta hai.

Naat Information Details
Naat Title Huzoor E Kaaba Hazir Hain
Poet / Writer Ustad-e-Zaman Allama Hasan Raza Khan Barelvi
Category Naat-e-Paak (Hajj & Kaaba Special)
Naatkhawan / Reciter Alhaj Haji Mushtaq Attari

Naat Lyrics in Roman

Huzoor E Kaaba Hazir Hain, Haram Ki Khaak Par Sarr Hai
Huzoor E Kaaba Hazir Hain, Haram Ki Khaak Par Sarr Hai

Badi Sarkaar Mein Pohnche, Muqaddar Yaawari Par Hai
Badi Sarkaar Mein Pohnche,

Na Hum Aane Ke Qaabil The, Na Muh Laaiq Dikhane Ke
Magar Tera Karam Banda Nawaz O Banda Parwar Hai
Badi Sarkaar Mein Pohnche,

Jo Haibat Se Ruke Mujrimm, Tou Rehmat Ne Kaha Baddhkar
Chale Aao Chale Aao Ye Ghar Rahmaan Ka Ghar Hai
Badi Sarkaar Mein Pohnche,

Ye Zammzamm Iss Liye Hai, Jiss Liye Iss Ko Piye Koi
Issi Zammzamm Mein Jannat Hai, Issi Zammzamm Mein Kausar Hai
Badi Sarkaar Mein Pohnche,

Huwa Hai Peer Ka Hajj Peer Ne Jinse Sharaf Paaya
Unhi Ke Sadqe Mein Din Jumma Ka Har Dinn Se Behtar Hai
Badi Sarkaar Mein Pohnche,

Naahin Kuch Jumma Par Mauquff Afzano Karam Unke
Jo Wo Maqbool Formale Tou Harr Hajj Hajj E Akbar Hai
Badi Sarkaar Mein Pohnche,

Hassan Hajj Karliya, Kaabe Se Aankhoun Ne Ziya Paayi
Chaalo Dekhe Wo Basti Jiss Ka Rasta Dill Ke Andar Hai

Naat Lyrics in Hindi

हुज़ूर ए काबा हाज़िर हैं, हरम की खाक पर सर है
हुज़ूर ए काबा हाज़िर हैं, हरम की खाक पर सर है

बड़ी सरकार में पहुंचे, मुक़द्दर यावरी पर है
बड़ी सरकार में पहुंचे,

ना हम आने के क़ाबिल थे, ना मुंह लाइक दिखाने के
मगर तेरा करम बंदा नवाज़ ओ बंदा परवर है
बड़ी सरकार में पहुंचे,

जो हैबत से रुके मुजरिम, तो रहमत ने कहा बढ़कर
चले आओ चले आओ ये घर रहमान का घर है
बड़ी सरकार में पहुंचे,

ये ज़मज़म इस लिए है, जिस लिए इस को पिये कोई
इसी ज़मज़म में जन्नत है, इसी ज़मज़म में कौसर है
बड़ी सरकार में पहुंचे,

हुआ है पीर का हज पीर ने जिनसे शराफ़ पाया
उन्हीं के सदक़े में दिन जुम्मा का हर दिन से बेहतर है
बड़ी सरकार में पहुंचे,

नाहीं कुछ जुम्मा पर मौक़ूफ़ अफ़ज़ानो करम उनके
जो वो मक़बूल फ़रमा लें तो हर हज हज ए अकबर है
बड़ी सरकार में पहुंचे,

हसन हज करलिया, काबे से आँखों ने ज़िया पाई
चलो देखें वो बस्ती जिस का रास्ता दिल के अन्दर है

Naat Lyrics in Urdu

حضورِ کعبہ حاضر ہیں، حرم کی خاک پر سر ہے
حضورِ کعبہ حاضر ہیں، حرم کی خاک پر سر ہے

بڑی سرکار میں پہنچے، مقدر یاوری پر ہے
بڑی سرکار میں پہنچے،

نہ ہم آنے کے قابل تھے، نہ منہ لائق دکھانے کے
مگر تیرا کرم بندہ نواز و بندہ پرور ہے
بڑی سرکار میں پہنچے،

جو ہیبت سے رکے مجرم، تو رحمت نے کہا بڑھ کر
چلے آؤ چلے آؤ یہ گھر رحمان کا گھر ہے
بڑی سرکار میں پہنچے،

یہ زمزم اس لیے ہے، جس لیے اس کو پیے کوئی
اسی زمزم میں جنت ہے، اسی زمزم میں کوثر ہے
بڑی سرکار میں پہنچے،

ہوا ہے پیر کا حج پیر نے جن سے شرف پایا
انہی کے صدقے میں دن جمعہ کا ہر دن سے بہتر ہے
بڑی سرکار میں پہنچے،

ناہیں کچھ جمعہ پر موقوف افضال و کرم ان کے
جو وہ مقبول فرما لیں تو ہر حج حجِ اکبر ہے
بڑی سرکار میں پہنچے،

حسنؔ حج کرلیا، کعبے سے آنکھوں نے ضیاء پائی
چلو دیکھیں وہ بستی جس کا راستہ دل کے اندر ہے

Leave a Comment