Allah Allah Allahu Allah Allah Allahu || मालिक-ए-दुनिया क़ादिर तू, हाज़िर तू और नाज़िर तू
Allah Tabarak wa Ta’ala ki be-pannah tareef aur unki tanzil o azmat par likha gaya yeh nihayat hi khoobsoorat Hamd-e-Bari Ta’ala dilon ko noor-e-iman se munawwar kar deta hai. Is pyare kalam ‘Allah Allah Allahu, Allah Allah Allahu’ mein kayinat ki har cheez mein Allah ki nishaniyon aur unki wahdaniyat ka bada hi roohani zikr … Read more