Aate hain aate hain sarkar e madina || आते हैं आते हैं सरकार-ए-मदीना
Huzoor ﷺ ki aamad aur unki bargah mein darood o salam ka nazrana pesh karta yeh nihayat hi pyara aur asardaar kalam aashiqan-e-rasool ke dilon ko garma deta hai. Is haseen naat-e-pak mein sarkar ki aamad par makkah o sehra mein chane wali khushiyon aur rehmaton ko bahut hi pyare andaz mein bayan kiya gaya … Read more