Taiba-e-Munawwarah ki yaad, sahaba ki shuja’at, aur auliya Allah ki mohabbat mein dooba hua yeh ek behad hi maqbool aur roohani kalam hai.
Is khubsurat naat-o-manqabat mein nabi-e-kareem ﷺ ke ishq ke sath sath Khwaja Ghareeb Nawaz, Hazrat Ganje Shakar, aur Maidan-e-Karbala ke shuhada ka badi aqeedat se zikr kiya gaya hai.
Aaiye is dildoz kalam ke pakiza alfaaz ko nihayat hi adab aur mohabbat ke sath parhein aur apne imaan ko taza karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Ham Bhool Gaye Jannat Ki Gali Jab Taiba Nagar Ki Yaad Aayi |
| Poet / Writer | Gumnam / Traditional |
| Category | Naat & Manqabat |
| Naatkhawan / Reciter | Azim Naza, Gulam Nabi Qadri, Mohd Asif Raza |
Naat Lyrics in Roman
Kabhi subho masa ki yaad aayi kabhi shamo sahar ki yaad aayi,
Ham bhool gaye jannat ki gali jab taiba nagar ki yaad aayi.
Sawan ki ujali raaton me jab chand ki janib dekh liya,
Aye amena bibi tere hi bas noore nazar ki yaad aayi.
Jab baat anasagar ki chali jab zikre musalla hone laga,
Kabhi khawaja piya ki yaad aayi kabhi ganje shakr ki yaad aayi.
Sar jisne sitam ka kat diya islam ka dushman chant diya,
Kirdar umar ka yaad aaya talwar umar ki yaad aayi.
Jab ishq ne chedha ye sargam shab jaye ki man bodam us dam,
Mahbobe ilahi par khusro ke peere nazar ki yaad aayi.
Talwar ke saye me sajda neze pe tilawat quraa ki,
Jab Mahfil me iska zikr hua shabbir ke sar ki yaad aayi.
Naat Lyrics in Hindi
कभी सुब्हो-मसा की याद आई, कभी शामो-सहर की याद आई,
हम भूल गए जन्नत की गली, जब तैबा नगर की याद आई।
सावन की उजाली रातों में, जब चाँद की जानिब देख लिया,
ऐ आमिना बीबी तेरे ही, बस नूर-ए-नज़र की याद आई।
जब बात अनासागर की चली, जब ज़िक्र-ए-मुसल्ला होने लगा,
कभी ख़्वाजा पिया की याद आई, कभी गंज-ए-शकर की याद आई।
सर जिसने सितम का काट दिया, इस्लाम का दुश्मन छाँट दिया,
किरदार उमर का याद आया, तलवार उमर की याद आई।
जब इश्क़ ने छेड़ा ये सरगम, शब जाए कि मन बूदम उस दम,
महबूब-ए-इलाही पर ख़ुसरो के, पीर-ए-नज़र की याद आई।
तलवार के साए में सजदा, नेज़े पे तिलावत क़ुरआँ की,
जब महफ़िल में इसका ज़िक्र हुआ, शब्बीर के सर की याद आई।
Naat Lyrics in Urdu
کبھی صبح و مسا کی یاد آئی، کبھی شام و سحر کی یاد آئی،
ہم بھول گئے جنت کی گلی، جب طیبہ نگر کی یاد آئی۔
ساون کی اجالی راتوں میں، جب چاند کی جانب دیکھ لیا،
اے آمنہ بی بی تیرے ہی، بس نورِ نظر کی یاد آئی۔
جب باتِ انا ساگر کی چلی، جب ذکرِ مصلیٰ ہونے لگا،
کبھی خواجہ پیا کی یاد آئی، کبھی گنجِ شکر کی یاد آئی۔
سر جس نے ستم کا کاٹ دیا، اسلام کا دوشمن چھانٹ دیا،
کردار عمر کا یاد آیا، تلوار عمر کی یاد آئی۔
جب عشق نے چھیڑا یہ سرگم، شب جائے کہ من بودم اس دم،
محبوبِ الہیٰ پر خسرو کے، پیرِ نظر کی یاد آئی۔
تلوار کے سائے میں سجدہ، نیزے پہ تلاوت قرآں کی،
جب محفل میں اس کا ذکر ہوا، شبیر کے سر کی یاد آئی۔